Monday, January 30, 2012

Urdu poets enchant audience at the annual 'Jashn-e-Jamhooriyat' mushaira in Lal Qila

Pt Anand Mohan Zutshi 'Gulzar' inaugurating a mushaira in Delhi
One of the most awaited Mushairas is the annual poetic soiree held on the occasion of Republic Day in the historic Lal Qila.

This year the Mushaira Jashn-e-Jamhooriyat was held just a few days prior to January 26.

Chief Minister Sheila Dixit inaugurated the event while Deputy speaker Shoaib Iqbal, Delhi Urdu Academy's chairman Prof. Akhtarul Wasey, Secretary Anees Azmi were also present.

This year many important poets didn't attend the event. Though the standard of poetry rendered from the stage was not extraordinary, still the mushaira was held successfully. The audience sat till 3:30-4 am and enjoyed the poetry.

Read a selection of couplets recited in the mushaira. Octogenarian Pt Anand Mohan Zutshi Gulzar Dehlvi's couplets had set the tempo:

maiN ajab huuN Imaam Urdu kaa
but-kadoN meN azaan detaa huuN

aajkal do jurm haiN maiN ne jinheN apnaa liyaa
ek Muslim-dosti hai, ek Urdu ka jihaad
[Pt 'Gulzar' Dehlvi]

Many important poets were missing, however, poets like Rahat Indori, Waseem Barelvi, Nawaz Deobandi got fulsome praise.

do gaz sahii magar ye merii milkiyat to hai
aye maut, tuune mujhko zamiindaar kar diyaa
[Rahat Indori]

saudaa uruuj hii kaa na tuu apne sar meN rakh
suuraj ke Duubne kaa bhii manzar nazar meN rakh
[Waqar Maanvi]

miyaaN ye maut bhii Allah ka inaam hai varnaa
musalsal zindagii se aadmi uktaa gayaa hotaa
[Tabish Mehdi]

tamaam umr kisii bewafa ke saath rahe
mere chiraaGh hamesha havaa ke saath rahe
[Wasif Farooqi]

sulah ke vaaste bazid kyuuN ho
teer baaqii nahiiN kamaan meN kya
[Salim Siddiqui]

kahaaN kii dostii kin dostoN kii baat karte ho
miyaaN dushman nahiiN miltaa koii ab to Thikaane ka
[Waseem Barelvi]

jin pe luTaa chukaa thaa maiN dunyaa ki daulateN
un vaarisoN ne mujhko kafan naap kar diyaa
[Nawaz Deobandi]

afvaah thii ki merii tabiyat kharaab hai
logoN ne puuchh puuchh ke biimaar kar diyaa
[Rahat Indori]

begunaahii ki sazaa kuchh bhii voh de sakte haiN
mohtasib unke, qalam unka, adaalat unkii
[Matin Amrohvi]

qayaamat tak na maange-gaa voh paani
taGhaaful ne jise tere Dasaa hai
[Dr Tabish Mehdi]

puuChhte kyaa ho ki ruumaal ke piichhe kyaa hai
phir kisii roz yeh sailaab dikhaaenge tumheN
[Rahat Indori]

pahle to uskii yaad ne sone nahiiN diyaa
phir uskii aahaToN ne kahaa jaagte raho
[Mansoor Usmani]

Besides, traditional romantic poetry was also read from the stage. Eminent poet Muzaffar Razmi Kairanvi, who represents the classical school along with 'Gulzar' Dehlvi, also rendered his 'shayri' that was appreciated.

Several poetesses also participated in the event. Waseem Barelvi presided over while Mansoor Usmani conducted the proceedings.

Read reports of successful Mushairas held in India in recent past at this link